Saturday, September 24, 2016

....Kaun Hai....Short Poem cum Poetry...

       ....................Kaun Hai................

Mere khwabon pe koi dastak de rha hai....kaun haii.....
Anjana sa ...ajnabi  sa.... kuch dhundhla sa saya hai....
kaun haiiii.......
Roj aata hai ussi waqt....bada paband hai...parr   Kaun haiiiii..
 Iss kashmakash mei kitni raaten nikal dii.....
Karvaten idhar se udhar naa jaane kitni baar li.......Kaun haiii...
 Neem hakeem kahan 2 nahi  ghuma... Pata nahi kitne mandir ...kitne gurudware.... kahan 2
 dar ko chuma...
  Par Kaun haii...
 Mera Khayal he nikla jo mere he  khwabon se baaten krta rha..
Aur mei Puchta raha ki Kaun hai..
Kaun hai ......!!! 
Signing Off ©abhii©

6 comments: